Chand , suraj aur rishtey gaye
Hamari raat hoti hai sitaron se
Subah hoti hai nazaron se
Aur zindagi hoti hai yaron se.
Dharm ko jante nahi
Bina logic ke kuch mante nahi
Woh kehte hain sangeet acha thaa.
Hum kehte hain sangeet acha thaa aur music hai
Who kehte hain pehle achaa thaa
Hum kehte hain sangeet na kabhi bura tha,
aur na bura hai.
Kehtein hain unho ne zulm sahe hai.
Hum kehte hain sabne zulm kare hain
Fark sirf itna hain.
Unhone bharat maa ke liye zulm sahe hain
Aur sabne dharti maa par zulm kiye hain.
Kuch samajhte hain, naya sab acha nahi
Hum samajhte hain ,purana sab kuch bekar nahi.
wajah bas itni hai
Baap kahe toh paap sahi.
Baap nahi toh maa sahi.
Samjhne ki koshish karo
Kya ho raha hai aur kya hoga.
Aadi manav agar bandaron ki sunte toh kya insaan
badhta.
(Shreyansh Jain)

No comments:
Post a Comment